Rehtey hain saath saath mai aur meri tanhai
Kartey hain raaz ki baat mai aur meri tanhai
Din to guzar hi jata hai logon ki bheer mai
Kartey hain basar raat main meri tanhai
Saanson ka kya bharosa kab chor jain saath
Laikin rahain gay saath main aur meri tanhai
Aaye na tumhe yaad kabhi bhul kar bhi hum
Kartey hain tumhe yaad main aur meri tanhai
Aa ke paas kyon door ho gaye hum se
Kartey hain teri talash main aur meri tanhai'a
duniya m pyar ki talas karte karte...
ReplyDeletehum thak gaye yarra...
kisi ko dil m basa kar kar gaye ek ghuna...
kya pata dil ko mare...
ya hall hoga ek din iss dil ka mera...
kisi k chaat na dil ka hal easa kar diya hai...
ReplyDeletena chate hue v dil ka hal bura kar diya hai...
galti mari thi jo basa liye usko apne dil m...
usne iss dil ko ek khilona samj kar thod diya hai...